Why transformer reating in KVA

Hello friends
Friends aapne kbhi kbhi yah to socha hi hoga ki transformer reating KVA me hi kyu hote hai.

To friends isme mai  aapko bataunga ki aaisa kyu hota hai.


Friends jab transformer ko desine kiya jate hai ya banaya jata to usko yah nhi pata rhata hai ki transform ke output se kis prakar ka load judhega. Iska matalab yah huaa ke power factor ka pata nhi hota hai kyuki power factor load par hi depend karta hai. Load n malum hone means load resitive,capacitive,inductive ho sakata hai jo ki designer ko pata nhi hota hai.

Chuki  KVA reating power factor par depend nhi karta hai. Isliye transformer ke reating KVA me hote hai.

Post a Comment

0 Comments